Main Menu

Facebook me job kaise search kare / How to find a job on facebook in Hindi


Facebook me job kaise search kare .dosto Kya aap bhi apne liye ek perfect job ki talaash me Hai agar hai to hum apke liye is Article ki help se apko facebook me job kaise search karte hai. Batane wale hai jiski help se aap apne man pasand ki job search Kar ek acchi job job le sakte hai o bhi Ghar par hi. 



How to find a job on Facebook in Hindi 


Dosto Jaisa ki aap jante hi honge ki Facebook logo ko apas me ek dusre se Jode rakhne wala platform hai Chahe wo insan Kahi bhi Aur kisi bhi country Me hi Kyo Na ho ek dusre se connected ho hi jate hai Bahut se user is Social Network me Acount bana Kar ek dusre se connect Hote Ja rahe hai.


Facebook aye din apne users ko Aur Apni Taraf Attract karne ke liye Naye Naye features apne is aap par add karte Ja rahe hai Jisme se ek Aisa bhi feature add kiya gaya hai jiski madad se aap apne facebook me job search Kar sakte hai Aur bahut Asani se iski puri jankari hum apko niche dene wale hai. 


Facebook me job kaise search kare 


Friends Iske liye aapko apne phone par facebook ka application hona bahut jaroori hai Ise aap play store se download Kar le or  aap google se directly search Kar facebook par login ho sakte hai. 

Facebook me job kaise search karte hai iski jankari hum apko step by step explain karne wale hai 

  • Sabse Pehle to apke pas apne mobile phone me facebook app Install kar apna acount bana le Aur login ho jaye. 
                
  • Facebook me login ho Jane ke baad ise open Kare fir apke Samne menu bar me 3 horizontal line dikhayi dega us par apko click Karna hai.

  • Iske baad  niche scrolldown karne par apko jobs Aur uska logo dikhayi dega us par click Karna hai.

  
  • Jobs par click karne par apko jobs search Ka options bhi dikhayi dega us par aap apne liye job search Kar sakte hai.


  • Iske baad aapko randomly jobs dikhayi dene lagega jis type ka apko job chahiye us par click kar le.Jaisa ki upar ke picture me dikhayi de raha hai. 

  • Jis job par apne click kiya hai Usme apko us job Ki puri details Milegi agar apko job pasand aye to apna pura details submit Kar de Aur apply Kar le. 

ये भी पढ़ें -



To Dosto aaj ka hamara ye article apko kaisa laga Hume comment karke batateye Aur Ise jayada se Jyada apne friends tak share Kare jisse unhe jobs search karne me asani ho. Thank you.. 


Post a Comment

0 Comments