Main Menu

अचानक कार के brake fail Ho Jane par क्या करे ?

Dosto, Jaisa ki aapko Pata hi hoga ki koi bhi musibat bol kar to Nahi aati. Guess kjijye ki aap Car drive kar rahe ho aur suddenly aapke car ka brake fail Ho Jaye to aapka Kya Haal hoga us time. Aur aisi situation me aap Kya karenge 


Kisi ko Kuch bhi Andaza Nahi hota car ke brake fail Ho Jane ka aur yah sab achanak se hone wali ghatna hoti hai to aapke liye yah jaroori Ho jata hai ki aap patient Rakhe aur Jyada ghabraye Nahi.




To isse bachne ke liye Hume Kya Karna chahiye.to hum apko Yahi batane wale hai. aisi situation ko kaise handle kiya jaye. 


Car ke brake fail Hone par Kya kare  ?


1. Agar Sadat par apka car ke brake fail Ho jata hai to car ke speed ko thodi Kam (slow) karne ki kosis kare. Iske liye car ko Dhire Dhire minimum gear par le aaye aur jisse ki car ka speed Kam hone lage.




2. Jab car ki speed slow hone lage tab hand brake ko khinche. Lekin aapko yah bhi carefully karna hoga taki car bakabu or Idhar Udhar Na ho. 



3. Car ko ho sake to road ke kinare par hi chalaye Isse pichhe se Aane wali car or havey wahan se aapko khatra Kam rahega 

Aur iske sath hi kinare par chalne se Kahi kichad or Ret Mil jaye to waha le Jane ki kosis kare. Jisse car ki speed slow hone ki chance badh jayegi. 



4. Road side par chalne wale dusre logo or gaadiyo ko sanket de ki aapki Gaadi control se Bahar hai. Iske liye aapko car ke hazard lights Aur headlights On kar de Aur continue horn bajate rahe jisse ki Aas-pass rahne wale logo ko or dusre gaadi chalak ko sanket Mil sake aur aapki help ke liye aaye.




5. Brake padal ko Baar baar debate rahe ho sakta hai ki brake pressure ki reason se jisse ki apne aap chalne lage AC ko full Kar de rahe Sabhi lights On kar de rahe. Aur Sabhi chijo ko chalu karke Rakhe Isse sayad car ka power low hone lage aur car Ruk jaye. 



6. Sabse badi baat ki Aapne aap ko control karke Rakhe jyada panic na hone de. Isse aapko us situation se fight karne me help Hogi. 




7. Car ke steering wheel par control banaye Rakhe agar Aapne Aisa Nahi kiya to car Kahi dusre jagah thokar or accident Ho Sakta hai.To steering wheel par bhi puri Tarah control Rakhe. 


8. Ho sake to apne jo car ki seat belt lagayi hai use khol Kar Rakhe. Agar car Ruk hi Nahi raha Lekin car ki speed thodi slow bhi Ho jati hai to aap try Kare Car se Bahar kud jane ki yah thoda tough Ho Sakta hai Aur riski bhi. Lekin agar car Ruk hi Nahi Raha Ho or fir car ki speed thodi Kam huyi Ho tab Aisa kar sakte hai. 


Note :- ( point No. 8 - me jo instructions diya gaya hai Wah situation ke hisaab se hi kare Baaki Aisa Karna jaroori nahi hai ) 


To friends Aapko yah jankari kaisi lagi Ise apne dosto, family Aur Baki ke Relation apke jo bhi hai un tak share Kare jisse aisi situation se Bahar Aane me unko help mile.Thankyou.










Post a Comment

1 Comments