Dosto, Jaisa ki Sabhi ko Pata hoga ki hum mobile ke kitne aadi ho chuke hai. Iske bagair rahna bhi bahut muskil Ho jata hai din hi Nahi gujarta.kyoki hum ise istemal karte rahte hai. Chahe social media. Chalana ho or phone par kisi se baat karke. Or Aur Kuch tarike se Iska use karte rahte hai
To in sabke bich hamara mobile ki battery Charge Kam ho jata hai yah bahut logo ko pasand Nahi aata. Ki unki mobile ki charge Khatm ho jaye.
Mobile slow charging problem
Friends, aksar Aisa hi hota hai ki apne mobile ko Jyada use karne se. Or jydaa Der tak online Rehne se. Game khelte Rehne se battery low Ho jati hai Aur kabhi kabhi mobile ki battery charging bahut dhima pad jata hai yah tak condition Aa jati hai ki hum apna mobile tak replace Kar dete hai Aur new mobile phone kharid laate hai
To chaliye jante hai mobile slow charging ki problem ko.
1. Mobile slow charging hone ka Pehle reason to aapka charger ho Sakta hai. Uske pin me kabhi kabhi dekhne ko milta hai ki white color ki Kuch gandagi jami huyi rehti hai.
2. Dusra reason Ho Sakta hai ki aapki charger ki jo wire hoti hai. Jo ander se or Bahar se Kati ho sakti hai.
3. Apke charger ki data cable me bhi kharabi ho sakti hai. Jiski vajah se apka mobile phone slow charging ho Raha Ho.
4. Agar upar Bataye Gaye reason me se Koi Nahi hai to aapke mobiel me problems ho sakti hai.
6. Apke Mobile AC mains ko kharab ho Sakta hai jisse charging problem Ho rahi ho.
7. Apne charging port me Koi kharabi ho sakti hai.to ek Ise bhi sahi se check kar le.
8. Kabhi kabhi mobile charging Indicate to
Karta hai par charge Nahi hota. To aapke mobiel me bhi Kuch problem Ho sakti hai.
To Dosto, Maine aapko mobile phone ki battery charging problems Bataya hai. Lekin Iska solution hum aapko niche batane wale hai.
Mobile slow charging solution
1. Aap apne mobile ki pin ko jo charger ke pin se connect Hoti hai use Achche se clean kar le.
2. Apne mobile ke charging cable ko ho sake to aap replace Kar de. Kyoki isse isi ka use karte Rehne se mobile damage ho Sakta hai
3. Data cable me bhi kharabi ho sakti hai to Ise check kar le or replace Kar de.
4. Apne mobile phone ki battery ko check Kar le Kahi Usme kharabi Aa gayi Ho to. Kyoki battery aksar full Si jati hai.
5. AC mains ko check kar le or use replace Kar de.
6. Ek baar port ko bhi Achhe se check kar le.
To friends main Ummid karta hu ki aapko yah post pasand ayi Hogi. To Ise apne friends logo tak share Kare jisse un tak jankari pahunche. thankyou
0 Comments